How To Solve Blogger ?m=1 Problem In Hindi (2020)

How To Solve Blogger ?m=1 Problem In Hindi (2020)
How To Solve Blogger ?m=1 Problem In Hindi (2020)


Jaise ki friends aap blog ke bare me jante hoge ya aap blogging sikh rahe hoge. Apko bahut sari problem face karni padti hai. jis me se ek problem ?m=1 ki bhi apne dekhi hogi.

Main Is blog me apko btaogi ki aap is problem ko kaise solve kar sakte ho ya is problem ko kaise fix kar sakte ho. Sara kuch apko step by step btaogi apko yeh sab bahut dhiyan se karna hai kyuki yeh problem hum blog ke theme me HTML me ja ke theek karte hai to koi bar coding me problem aa jati hai.


?m=1Add Hone Ka Karan In Hindi 2020


Blogging me normal yeh dekha gya hai ki bahut sare user ?m=1 ki problem ko fix nahi kar pate hai. Jab wo post upload karte  hai to unko post ke url ke baad automatic ?m=1 Add ho jata hai.Yeh problem mostly sab ke sath hoti hai aur bahut logo ko is ke bare me pta nahi hota bahut der baad unko yeh pta chalta hai.



?m=1 Problem Ke Kya Nuksan Hai

jab kisi bhi user ka vblog famous hota hai ya grow karta hai  to wo blog ko wordpress me Migrate karta hai. to usko Redirect error ki problem aati hai. yeh problem Google search console me dekh payege.usko fix karna bahut jruri hai.

 ?m=1 Problem Solve Kaise Kare

Yeh problem ko hal karne ke liye apko sab se pahle apna blog open karna hai fir apko dashboard me jana hai uske baad apko theme option ko select karna hai.

Theme Option selete karne ke baad temple ka backup lena hai yeh bahut jruri hai kyuku coding me koi problem ho jaye to apko koi problem face nahi karni padegi. uske baad Edit HTML click karna hai apkocoding ke late me  </body> likha milega. waha pe apko Code Paste karna hai .Yeh code aap Mere website se copy kar sakte hai.

Agr apko </body> nahi mil raha to aap coding me ek bar click kare aur control +F press kare ek sath to apko ek search bar milegi waha pe aap </body> type kar de fir Enter kare compture ke keyboard se fir apko </body> highlight ho jayega waha apko dhiyan se </body> likha hoga par enter press karna hai uske upar line me code koi paste karna hai. is traha apki yeh problem fix ho jayegi. 
   
COPY CODE AND PAST - Download

To Is traha aap is problem ko solve kar sakte hai. Agr fir bhi apko koi problem aaye to aap mujhe comment kar sakte hai. Apko reply jrur milegi. Aur ek kam aur aap kar sakte hai. Maine youtube video ka link bhi post me add kar diya hai waha se bhi aap video dekh kar sikh sakte hai Thanks